Posts

Showing posts with the label Pari Se Milne Ka Amal

Pari Ko Paane Ka Taqatwar Amal

Image
Pari sabse taqatwar ruhani taqato mein se ek hai. pari ka matlab hai ki pak rooh. Par pari ko paana asan nhi hota hai q ki yeah sabse taqatwar ruhani taqato me se hai. Pari se taqatwar kuch bhi cheaz nhi hoti hai . Isse paane ke liye aap ko pak saaf hona hoga or kisi bhi trah ka koi galat kaam nhi karna hoga jiss se ki allah pak naraj ho. Iss pari ko paane ke amal ko karne main 7 din ka waqt lagta hai. Pari aap ko agar alag charo ke sath Hajir hogi or agar yeah amal khud se kiya jaye toh pari ko aap khud se hasil kar saktey ho iss amal ki madad se. Pari aap ka har ek kaam main madad karegi par vo kaam jaej hona cahiye najaej kaam vo nhi karegi. Jis se aap ka bhi acha ho or baaki logo ka bhi apne faidey or apne matab ke liye aap pari ko hukum doge vo nhi karegi. Q ki yeah pari haram ya napak kaam nhi karti hai. Pari Ko Paane Ka Taqatwar Amal Pari Ko Paane Ka Taqatwar Amal Niche diya hai- Apke irade nek ho. Aap kisi se bhi iska jikar na kare k aap kisi pari k dost hai or unse...